Sunday, 1 February 2015

Posted by Xharoz Butt


Posted by Nayab Rani


Posted by Star Dust

Aik sacha waqaya! yeh mera apna, personal waqaya hai, share kernay ka maqsad bas yeh hai k logon ko chahiye wo jo bhi baat kerain specially koi advice kerain to detail say bayan kiya kerain. hua kuch youn k mujay kidney stone ka problam hua. homeopathy zindabaad ham nay seedha seedha dawaiyan khani shuru ker dain na ham nay doctor say perhaiz ka pucha na doctor sahib nay khud say advice kiya. next day Apnay sab colleages ko bataya jab k hamain kidney stone hua hai wo sab apni apni advice k sath yeh zaroor bolain k "paani ka zayda istamal kerna", ab ham jis kisi ko batatay to hamain yehi advice milti k bhai paani ka zayda istmal kerna.... ham nay alfaz per gor kiya.... aur day dhara dhar nahana shuru ker diya. hazaron tons paani, paani ki terha baha k aik din younhi test papers check kertay huay paani zaya kernay k questions samnay aa gay. hamain laga ham bhi kuch montha say bohat zayda paani baha rahay hain. phir socha k bhai ham to logon ki advice per amal ker rahay hain k paani ka istmal zayda kerna. magar aisay paani bahanay say bhala itnay mahinon mai. hamaray stone ko to koi farak he nahi pera :-/ hmmmmm paani zayda istmaal kernay ka phir logon nay kioun kaha bhai ? :-/ deakhain stone hai body k ander aur paani ham bahair baha rahay hain iss say ander stone ko kya faida ya nuqsan :-/ kaheen kisi nay mazaq to nahi kiya bhai ? magar itnay zayda aur bari bari age k bhi kuch logon say hamara koi mazaq hai to nahi phir.... :-/ hmmmm "paani zayda istmal kero" hmmmmmm.... arayyyyy kaheen un ka matlab yeh to nahi k paani zayda pio? had ho gai hai yeh to yakeenan un ka yehi matlab ho ga ab nahatay waqat jo paani k tank ham zaya kertay hain un say to gunah hr hua ho ga chalo itna paani na sahi thora he sahi peenay say to shayed faraq perta..... to janab apni bewakufi per hansi bhi aai aur logon per gussa k seedhi terha kehain k paani zayda pina :( to next time jab aap ko koi advice milay ya aap kisi ko advice kerain to please request hai k explain zaroor ker diya kerain. Thank you :-)

Posted by Xharoz Butt


Posted by Xharoz Butt


Posted by Xharoz Butt


Posted by Shahnawaz Shah


Posted by Rida Jamal

Hazaron khawahish'n aisi k hr khawahish py dam nikly ;)

Posted by Shahnawaz Shah


Posted by Umairah Sadaf

Butt sahab phuphoo PR ek post